KHamushi
dar-haqīqat ḳhāmushī me.arāj hai guftār kī
is se behtar koī bhī sūrat nahīñ iz.hār kī
ho ga.ī hai nutq kī har har adā jab be-asar
maiñ ne dekhā hai tilism-e-ḳhāmushī ko kārgar
ḳhāmushī aise bhī lamhoñ kī kahānī kah ga.ī
jin meñ goyā.ī pashemānī uThā kar rah ga.ī
dar-haqiqat KHamushi mearaj hai guftar ki
is se behtar koi bhi surat nahin izhaar ki
ho gai hai nutq ki har har ada jab be-asar
main ne dekha hai tilism-e-KHamushi ko kargar
KHamushi aise bhi lamhon ki kahani kah gai
jin mein goyai pashemani uTha kar rah gai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.