KHauf
mere zehn kī hazāroñ āñkheñ
khule darīchoñ kī tarah
taaza havā le rahī haiñ
aur mere vajūd kā ghanā daraḳht
bhar bhar pyāle raushnī ke
apne andar uñDel rahā hai
phir bhī tārīkī se ḳhā.if hai
mere zehn ki hazaron aankhen
khule darichon ki tarah
taza hawa le rahi hain
aur mere wajud ka ghana daraKHt
bhar bhar pyale raushni ke
apne andar unDel raha hai
phir bhi tariki se KHaif hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.