KHauf
us ghar kī sab se uupar kī manzil meñ
rahne vaalī laḌkī
mujh ko saarā din apnī hairān āñkhoñ se
taktī rahtī hai
raat ko us ghar kā darvāza khultā hai
lambe lambe nāḳhunoñ vaalī ek chuḌail
nikaltī hai
jo chīḳh chīḳh kar hañstī hai
aur merī jānib baḌhtī hai
us ghar ki sab se upar ki manzil mein
rahne wali laDki
mujh ko sara din apni hairan aankhon se
takti rahti hai
raat ko us ghar ka darwaza khulta hai
lambe lambe naKHunon wali ek chuDail
nikalti hai
jo chiKH chiKH kar hansti hai
aur meri jaanib baDhti hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.