KHayal
mez kī darāz se kuchh DhūñDte hue
nigāh kisī ke diye ga.e pen par paḌī
daf.atan zehn meñ ye ḳhayāl kauñdā
ki merī likkhī huī Diary bhī to
usī ke paas hogī
zindagī ke safar meñ
ham kitnā kuchh ek dūsre ko sauñpte haiñ
aur phir ajnabī ban jaate haiñ
mez ki daraaz se kuchh DhunDte hue
nigah kisi ke diye gae pen par paDi
dafatan zehn mein ye KHayal kaunda
ki meri likkhi hui Diary bhi to
usi ke pas hogi
zindagi ke safar mein
hum kitna kuchh ek dusre ko saunpte hain
aur phir ajnabi ban jate hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.