KHuda kahan hai
na masjidoñ meñ na mandiroñ meñ
ḳhudā kahāñ hai kidhar gayā hai
chalo mire saath maiñ batā.ūñ
magar samay ab guzar gayā hai
jalā.e haiñ ham ne in gharoñ meñ
ḳhudā bhī jal bujh ke mar gayā hai
na masjidon mein na mandiron mein
KHuda kahan hai kidhar gaya hai
chalo mere sath main bataun
magar samay ab guzar gaya hai
jalae hain hum ne in gharon mein
KHuda bhi jal bujh ke mar gaya hai
- Book : Lifaafe Mein Raushni (Pg. 136)
- Author :Mohammad Alvi
- Publication : Rekhta Publications (2018)
- Edition : First
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.