Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHwab aankhon se chhin gae to

Tahir Hanfi

KHwab aankhon se chhin gae to

Tahir Hanfi

MORE BYTahir Hanfi

    ga.e dinoñ mohabbatoñ ko

    sa.ūbatoñ ko

    aziyyatoñ ko sañbhāl rakhnā

    ki aane vaale kisī bhī lamhe meñ

    ḳhvāb āñkhoñ se chhin ga.e to

    mohabbatoñ ko

    sa.ūbatoñ ko

    aziyyatoñ ko

    basā ke āñkhoñ meñ

    zindagī ko talāsh karnā

    gae dinon ki mohabbaton ko

    saubaton ko

    aziyyaton ko sanbhaal rakhna

    ki aane wale kisi bhi lamhe mein

    KHwab aankhon se chhin gae to

    mohabbaton ko

    saubaton ko

    aziyyaton ko

    basa ke aankhon mein

    zindagi ko talash karna

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now