koi chehra nahin
sadāoñ ke
koī chehre nahīñ hote
magar maiñ dekh saktā huuñ
havā.eñ muḳhtalif
samtoñ meñ bahtī haiñ
tumhāre shahr meñ tārīkiyāñ
saḌkoñ pe sannāTe
ye sab kis ne ugaa.e haiñ
koī chehra nahīñ
sahmā huā hai raat kā sūraj
havā.eñ muḳhtalif
samtoñ meñ bahtī haiñ
sadāoñ ke
koī chehre nahīñ hote
magar maiñ dekh saktā huuñ
sadaon ke
koi chehre nahin hote
magar main dekh sakta hun
hawaen muKHtalif
samton mein bahti hain
tumhaare shahr mein tarikiyan
saDkon pe sannaTe
ye sab kis ne ugae hain
koi chehra nahin
sahma hua hai raat ka suraj
hawaen muKHtalif
samton mein bahti hain
sadaon ke
koi chehre nahin hote
magar main dekh sakta hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.