koi zi-ruh na tha
koī zī-rūh na thā
atrāf meñ vīrānī thī
vaqt bīmār thā dam toḌ rahā thā shāyad
shaam ke moḌ pe
kuchh dhuup paḌī thī jis meñ
ek be-shakl se saa.e kā laraztā huā aks
reñgte reñgte
ik lambī sadā ke pīchhe
an-ginat shamsī nizāmoñ ke jahāñ se niklā
āḳhir-e-kār vo is kār-e-garāñ se niklā
koi zi-ruh na tha
atraf mein virani thi
waqt bimar tha dam toD raha tha shayad
sham ke moD pe
kuchh dhup paDi thi jis mein
ek be-shakl se sae ka larazta hua aks
rengte rengte
ek lambi sada ke pichhe
an-ginat shamsi nizamon ke jahan se nikla
aaKHir-e-kar wo is kar-e-garan se nikla
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.