kuchh to hain zamane ke
zindagī ke māthe par
dard kī lakīroñ ne
jaal sā bunā hai jo
is ke tāne-bāne meñ
ġham ke āshiyāne meñ
rang bevafā.ī ke
phuul kaj-adā.ī ke
be-hisī kī girhoñ meñ
ratjagoñ ke motī haiñ
almiyoñ kī jhālar meñ
lage hue jo taare haiñ
kuchh to haiñ zamāne ke
aur kuchh tumhāre haiñ
zindagi ke mathe par
dard ki lakiron ne
jal sa buna hai jo
is ke tane-bane mein
gham ke aashiyane mein
rang bewafai ke
phul kaj-adai ke
be-hisi ki girhon mein
ratjagon ke moti hain
almiyon ki jhaalar mein
lage hue jo tare hain
kuchh to hain zamane ke
aur kuchh tumhaare hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.