Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kyon

MORE BYSughra Sadaf

    kaise din haiñ

    kaise dukh haiñ

    aur ham kaise

    dorāhe par

    bichhḌe khaḌe haiñ

    ik jānib to

    dūsrī jānib

    phuul khile haiñ

    aañkh bhī apnā

    kaam kare hai

    ḳhvāboñ se kyoñ

    dil taḌpe hai

    sochne meñ kyoñ

    dam nikle hai

    kaise din hain

    kaise dukh hain

    aur hum kaise

    dorahe par

    bichhDe khaDe hain

    ek jaanib to

    dusri jaanib

    phul khile hain

    aankh bhi apna

    kaam kare hai

    KHwabon se kyon

    dil taDpe hai

    sochne mein kyon

    dam nikle hai

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now