lafz-e-be-mani
lafz ke andhe kueñ meñ ma.anī kā taarā bhī aatā nahīñ hai nazar
lafz gautam kā irfāñ nahīñ
kaffāra-e-ibn-e-mariyam nahīñ
aur ġhār-e-hirā bhī nahīñ
zinda rahne kī ḳhātir
lafz ke gird ma.anī kā haala banāte haiñ log
lafz ke andhe kueñ meñ ma.anī kā taarā bhī aatā nahīñ hai nazar
lafz ke andhe kuen mein mani ka tara bhi aata nahin hai nazar
lafz gautam ka irfan nahin
kaffara-e-ibn-e-mariyam nahin
aur ghaar-e-hira bhi nahin
zinda rahne ki KHatir
lafz ke gird mani ka haala banate hain log
lafz ke andhe kuen mein mani ka tara bhi aata nahin hai nazar
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.