laila
yaad hai mujh ko
us ne bhī to yahī kahā thā
tū achchhā hai
terī bāteñ soch ke dhāre
terā saath nibhā.uñgī
va.ada kiyā thā
tere baġhair maiñ mar jā.ūñgī
ab tak zinda aur do bachche
rang-birange
aao dekho
kitne majnūñ
aane vaalī
shaam sirhāne
rasm uThā.e kūche kūche
raqs meñ Duube
surma.ī saa.e
soch rahā huuñ rang-birange
yaad hai mujh ko
us ne bhi to yahi kaha tha
tu achchha hai
teri baaten soch ke dhaare
tera sath nibhaungi
wada kiya tha
tere baghair main mar jaungi
ab tak zinda aur do bachche
rang-birange
aao dekho
kitne majnun
aane wali
sham sirhane
rasm uThae kuche kuche
raqs mein Dube
surmai sae
soch raha hun rang-birange
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.