lamha
saaya jab bhī Dhaltā hai
kuchh na kuchh badaltā hai
lamha ek larzish hai
ik basīt jumbish hai
jaise hoñT milte haiñ
jaise phuul khilte haiñ
jaise nuur baḌhtā hai
jaise nashsha chaḌhtā hai
saya jab bhi Dhalta hai
kuchh na kuchh badalta hai
lamha ek larzish hai
ek basit jumbish hai
jaise honT milte hain
jaise phul khilte hain
jaise nur baDhta hai
jaise nashsha chaDhta hai
- Book : auraq salnama magazines (Pg. e-253 p-241)
- Author : Wazir Agha,Arif Abdul Mateen
- Publication : Daftar Mahnama Auraq Lahore (1967 )
- Edition : 1967
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.