lazzat-e-tanhai
daur badlā
to qadreñ bhī badlīñ
chāhateñ ḳhvāhisheñ
ārzūeñ bhī badlīñ
kal jo taklīf-o-ġham kā thā baa.is
aaj vaj.h-e-sukūñ ban gayā hai
kal jo tanhā.ī se Dar rahā thā
aaj ḳhud hī use DhūñDhtā hai
daur badla
to qadren bhi badlin
chahaten KHwahishen
aarzuen bhi badlin
kal jo taklif-o-gham ka tha bais
aaj wajh-e-sukun ban gaya hai
kal jo tanhai se Dar raha tha
aaj KHud hi use DhunDhta hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.