maTi kahe kumhaar se
kūza-gar
roz-o-shab
raqs karte hue chaak par
giilī miTTī kā tuuda huuñ maiñ
terā zauq-e-nazar
terā dast-e-hunar
jaisī hai.at mujhe chāhe de
haañ magar
terā fan bhī
parakh ke 'amal se nahīñ bālā-tar
yaad itnā rahe
kūza-gar
kuza-gar
roz-o-shab
raqs karte hue chaak par
gili miTTi ka tuda hun main
tera zauq-e-nazar
tera dast-e-hunar
jaisi haiat mujhe chahe de
han magar
tera fan bhi
parakh ke 'amal se nahin baala-tar
yaad itna rahe
kuza-gar
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.