Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mazi-o-haal

Ashraf Rafi

mazi-o-haal

Ashraf Rafi

MORE BYAshraf Rafi

    jal-parī nīlam parī

    pariyoñ shahzādī koī

    dandanāte dev

    aur botal jinn

    lambe lambe daañt vaalī vo pichhal-pā.ī bhayānak

    peḌ par pīpal ke shaitānoñ ghar

    koī vīrāñ se mahal meñ

    khañDar meñ

    jinn-o-shaitāñ baserā

    jhuTpuTe ke vaqt

    pariyoñ utarnā baam par

    raat tārīkiyoñ meñ

    koh-paikar jinn-o-dev

    ab kahānī nānī-māñ

    aur na qisse dādī-māñ ke

    vo ga.e ye bhī ga.e

    aadmī aadmī haiñ

    jinn pichhal-pā.ī parī

    shaitān dev

    jal-pari nilam pari

    pariyon ki shahzadi koi

    dandanate dew

    aur botal ka jinn

    lambe lambe dant wali wo pichhal-pai bhayanak

    peD par pipal ke shaitanon ka ghar

    koi viran se mahal mein

    ya khanDar mein

    jinn-o-shaitan ka basera

    jhuTpuTe ke waqt

    pariyon ka utarna baam par

    raat ki tarikiyon mein

    koh-paikar jinn-o-dew

    ab kahani nani-man ki

    aur na qisse dadi-man ke

    wo gae ye bhi gae

    aadmi hi aadmi hain

    jinn pichhal-pai pari

    shaitan dew

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now