magar main kya karun
phal aane par shāḳheñ jhuktī haiñ
phuul apnā ishtihār nahīñ diyā karte
un kā rañg aur ḳhushbū ḳhud-ba-ḳhud
logoñ ko apnī samt khīñchtī hai
ye aur aisī tamām dūsrī kahāvateñ mujhe hamesha appeal kartī haiñ
magar maiñ kyā karūñ
mire aas paas ziyāda-tar log
baat baat par
apnī tārīf karte nahīñ thakte
phal aane par shaKHen jhukti hain
phul apna ishtihaar nahin diya karte
un ka rang aur KHushbu KHud-ba-KHud
logon ko apni samt khinchti hai
ye aur aisi tamam dusri kahawaten mujhe hamesha appeal karti hain
magar main kya karun
mere aas pas ziyaada-tar log
baat baat par
apni tarif karte nahin thakte
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.