magar wapas nahin aata
zarā sī baat hai lekin
kabhī sochā nahīñ tum ne
kabhī aisā bhī hotā hai
kisī bas meñ ticket le kar
musāfir baiTh jaate haiñ
sabhī ik dūsre kī shakl se anjān hote haiñ
kahīñ koī kahīñ koī
utar jaatā hai raste meñ
koī be-nām yādeñ chhoḌ jaatā hai
magar vāpas nahīñ aatā
zara si baat hai lekin
kabhi socha nahin tum ne
kabhi aisa bhi hota hai
kisi bas mein ticket le kar
musafir baiTh jate hain
sabhi ek dusre ki shakl se anjaan hote hain
kahin koi kahin koi
utar jata hai raste mein
koi be-nam yaaden chhoD jata hai
magar wapas nahin aata
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.