mahram
khulā
ki dil ko sadā
be-qarār rakhegī
ba-juz ki dil se
ḳhalish hī miTā na dī jaa.e
ḳhalish ki va.ade kiye the
magar vafā na kiye
kisī se dostī kī thī
magar nibhā na sake
kisī ke dil ko dukhāyā
kisī ko zaḳhm diye
hazār sog rulāte haiñ
dil dukhāte haiñ
talāsh phir kisī mahram ko
kar rahe haiñ ham
khula
ki dil ko sada
be-qarar rakhegi
ba-juz ki dil se
KHalish hi miTa na di jae
KHalish ki wade kiye the
magar wafa na kiye
kisi se dosti ki thi
magar nibha na sake
kisi ke dil ko dukhaya
kisi ko zaKHm diye
hazar sog rulate hain
dil dukhate hain
talash phir kisi mahram ko
kar rahe hain hum
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.