Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

main apne lahje mein bolta hun

Firoz Natiq Khusro

main apne lahje mein bolta hun

Firoz Natiq Khusro

MORE BYFiroz Natiq Khusro

    maiñ apne hāthoñ se sochtā huuñ

    aur apne poroñ se

    uñgliyoñ ke

    na khulne vaalī girhoñ ko zehnoñ

    kholtā huuñ

    barasne vaalī suḳhan bārish se

    sachche lafzoñ ke motiyoñ ko

    maiñ roltā huuñ

    maiñ apne lahje meñ boltā huuñ

    main apne hathon se sochta hun

    aur apne poron se

    ungliyon ke

    na khulne wali girhon ko zehnon ki

    kholta hun

    barasne wali suKHan ki barish se

    sachche lafzon ke motiyon ko

    main rolta hun

    main apne lahje mein bolta hun

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now