Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

main bulandiyon par jal raha hun

Qamar Jameel

main bulandiyon par jal raha hun

Qamar Jameel

MORE BYQamar Jameel

    maiñ apne ghar meñ diye tarah

    jalnā chāhtā thā

    magar ab ek flat meñ

    balb sūrat jal rahā huuñ

    agar koī mujhe bujhānā chāhtā hai

    to mere bachche phir mujhe jalā dete haiñ

    main apne ghar mein diye ki tarah

    jalna chahta tha

    magar ab ek flat mein

    balb ki surat jal raha hun

    agar koi mujhe bujhana chahta hai

    to mere bachche phir mujhe jala dete hain

    Source :
    • Book : chahaar khvaab (Pg. 153)
    • Author : qamar jameel
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now