main ek shair hun
jab vo tanhā hote haiñ
ik pal niiñd nahīñ aatī jab
sannāTe jab Daste haiñ to
merī rachnāoñ ko paḌh kar
apnā dil bahlāte haiñ
man jab bekal hotā hai
yā dil jab bojhal hotā hai
giit mire gā lete haiñ
lekin jab mujh se milte haiñ
vo mujh ko pāgal kahte haiñ
kyoñ ki maiñ ik shā.ir huuñ
jab wo tanha hote hain
ek pal nind nahin aati jab
sannaTe jab Daste hain to
meri rachnaon ko paDh kar
apna dil bahlate hain
man jab bekal hota hai
ya dil jab bojhal hota hai
git mere ga lete hain
lekin jab mujh se milte hain
wo mujh ko pagal kahte hain
kyon ki main ek shair hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.