main kaise bhulun wo raaten
maiñ kaise bhūlūñ vo rāteñ
ek rasta chāñd banātā thā jo ḳhvāboñ tak le jaatā thā
ham ghanToñ karte the bāteñ
maiñ kaise bhūlūñ vo rāteñ
nanhe tāroñ ke saath kabhī jab āñkh-michaulī karte the
kuchh hañste the kuchh chiḌhte the kuchh bāteñ bholī karte the
dekhīñ thiiñ ham ne saath ka.ī nanhe tāroñ kī bārāteñ
maiñ kaise bhūlūñ vo rāteñ
main kaise bhulun wo raaten
ek rasta chand banata tha jo KHwabon tak le jata tha
hum ghanTon karte the baaten
main kaise bhulun wo raaten
nanhe taron ke sath kabhi jab aankh-michauli karte the
kuchh hanste the kuchh chiDhte the kuchh baaten bholi karte the
dekhin thin hum ne sath kai nanhe taron ki baraaten
main kaise bhulun wo raaten
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.