main kya hun
Interesting Fact
(پروین شاکر کی نذر)
kyoñ samajhte ho tum mujhe guḌiyā
kyā maiñ guḌiyā dikhā.ī detī huuñ
merā apnā vujūd koī nahīñ
merī goyā.ī merī bīnā.ī
sirf dhoka nazar kā dhoka hai
bhar gayā dil to taaq meñ rakh kar
bhuul jaate ho tum
ki maiñ kyā huuñ
kyon samajhte ho tum mujhe guDiya
kya main guDiya dikhai deti hun
mera apna wujud koi nahin
meri goyai meri binai
sirf dhoka nazar ka dhoka hai
bhar gaya dil to taq mein rakh kar
bhul jate ho tum
ki main kya hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.