majburi
chalo achchhā huā
tum ne mirā ḳhat nazr-e-ātish kar diyā aur
mirī tasvīr vāpas bhej dī mujh ko
ise bhī ḳhaak kar detīñ to
qissa paak ho jaatā
ab is tasvīr ko maiñ
bhej dūñgā
us risāle meñ
jo māhāna tumhāre ghar meñ aatā hai
chalo achchha hua
tum ne mera KHat nazr-e-atish kar diya aur
meri taswir wapas bhej di mujh ko
ise bhi KHak kar detin to
qissa pak ho jata
ab is taswir ko main
bhej dunga
us risale mein
jo mahana tumhaare ghar mein aata hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.