Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

majburi

Irfan Jafari

majburi

Irfan Jafari

MORE BYIrfan Jafari

    hālāt badal jaate haiñ

    itnī jaldī

    socho to ajab lagtā hai

    jo qalam

    tum ne merī jeb meñ

    bahut pyaar se lagāyā thā

    vo ab bhī mere paas hai lekin

    isī qalam se ab maiñ

    kisī dūsre naam likhtā huuñ

    haalat badal jate hain

    itni jaldi

    socho to ajab sa lagta hai

    jo qalam

    tum ne meri jeb mein

    bahut pyar se lagaya tha

    wo ab bhi mere pas hai lekin

    isi qalam se ab main

    kisi dusre ka nam likhta hun

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now