Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

masarrat

Malika Naseem

masarrat

Malika Naseem

MORE BYMalika Naseem

    mire ghar muñDeroñ par

    parinde chahchahāte haiñ

    maiñ aksar sochtī huuñ

    un se pūchhūñ

    ye masarrat ke hasīñ lamhe

    kahāñ se le ke aate haiñ

    mere ghar ki munDeron par

    parinde chahchahate hain

    main aksar sochti hun

    un se puchhun

    ye masarrat ke hasin lamhe

    kahan se le ke aate hain

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now