mashwara
barq kī tez raushnī meñ sabhī
apne be-mā'nī harfoñ ko DhūñDeñ
khoTe sikkoñ kī tarah kabhī
ye bhī kaam ā.eñge
varna phir
sāl-hā-sāl ke jo haiñ jaage hue
ūñghte haiñ so jā.eñge
aur tum
sirf āvāz ko
kaise tanhā yahāñ chhoḌ kar jāoge
dekho pachhtāoge
barq ki tez raushni mein sabhi
apne be-ma'ni harfon ko DhunDen
khoTe sikkon ki tarah kabhi
ye bhi kaam aaenge
warna phir
sal-ha-sal ke jo hain jage hue
unghte hain so jaenge
aur tum
sirf aawaz ko
kaise tanha yahan chhoD kar jaoge
dekho pachhtaoge
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.