Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mashwara

MORE BYSyed Javed Akhtar

    Interesting Fact

    (Monthly: Urdu Zaban, Sargodha, December 1947)

    jhilmil karte

    jismoñ jānib mat dekho

    āshāoñ bhaTTī haiñ ye

    mahrūmī ke angāre haiñ

    chhūoge apnī nazroñ se

    gar un zahrīlī beloñ ko

    āñkheñ patthar ho jā.eñgī

    aur fazā meñ

    mahrūmī ke sho.ale

    har-dam raqs kareñge

    jhilmil karte

    jismon ki jaanib mat dekho

    aashaon ki bhaTTi hain ye

    mahrumi ke angare hain

    chhuoge apni nazron se

    gar un zahrili belon ko

    aankhen patthar ho jaengi

    aur faza mein

    mahrumi ke shoale

    har-dam raqs karenge

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now