maut apne sar pe lade
maut apne sar pe laade
ham havāoñ ke lahū ko chūste haiñ
jism par ārā.ishoñ ke maile dhabboñ ko sajā kar nāchte haiñ
giit ban kar āsmāñ kī vus'atoñ meñ gūñjte haiñ
aur āḳhir ruuh ke sahrā kī taptī ret ke andar utar jaate haiñ ik din
maut apne sar pe lade
hum hawaon ke lahu ko chuste hain
jism par aaraishon ke maile dhabbon ko saja kar nachte hain
git ban kar aasman ki wus'aton mein gunjte hain
aur aaKHir ruh ke sahra ki tapti ret ke andar utar jate hain ek din
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.