maut ki talashi mat lo
bādaloñ meñ hī merī to bārish mar ga.ī
abhī abhī bahut ḳhush libās thā vo
merī ḳhatā kar baiThā
koī jaa.e to chalī jā.ūñ
koī aa.e to ruḳhsat ho jā.ūñ
mere hāthoñ meñ koī dil mar gayā hai
maut kī talāshī mat lo
insān se pahle maut zinda thī
TūTne vaale zamīn par rah ga.e
maiñ peḌ se girā saaya huuñ
āvāz se pahle ghaT nahīñ saktī
merī āñkhoñ meñ koī dil mar gayā hai…
baadalon mein hi meri to barish mar gai
abhi abhi bahut KHush libas tha wo
meri KHata kar baiTha
koi jae to chali jaun
koi aae to ruKHsat ho jaun
mere hathon mein koi dil mar gaya hai
maut ki talashi mat lo
insan se pahle maut zinda thi
TuTne wale zamin par rah gae
main peD se gira saya hun
aawaz se pahle ghaT nahin sakti
meri aankhon mein koi dil mar gaya hai…
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.