mera dushman
us ne jo zarb lagā.ī mujhe bharpūr lagī
maiñ ne jab vaar kyā us kī jagah ḳhālī thī
thak gayā chuur huā haar gayā
vo mirā dushman-e-ayyār mujhe maar gayā
āḳhirī vaqt meñ dekhā to vo dushman merā
aur to kuchh bhī na thā merī hī parchhā.īñ thā
us ne jo zarb lagai mujhe bharpur lagi
main ne jab war kya us ki jagah KHali thi
thak gaya chur hua haar gaya
wo mera dushman-e-ayyar mujhe mar gaya
aaKHiri waqt mein dekha to wo dushman mera
aur to kuchh bhi na tha meri hi parchhain tha
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.