meri ek nazm
merī ik nazm jo janmī hai abhī
zehn kī kokh se rote rote
jis ko kāġhaz pe sulāyā hai baḌī mushkil se
haañ
vahī nazm mirī
pyārī sī bholī-bhālī
aao
aa kar use achchhā sā koī naam to do
taaki duniyā meñ use bhī koī pahchān mile
meri ek nazm jo janmi hai abhi
zehn ki kokh se rote rote
jis ko kaghaz pe sulaya hai baDi mushkil se
han
wahi nazm meri
pyari si bholi-bhaali
aao
aa kar use achchha sa koi nam to do
taki duniya mein use bhi koi pahchan mile
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.