Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

meri KHud-gharzi

Anita Mohan

meri KHud-gharzi

Anita Mohan

MORE BYAnita Mohan

    baḌā ma.asūm hai vo

    kahtā hai

    har manke ke saath māñgte ho

    merī salāmtī duā

    rab se kabhī

    apne liye bhī kuchh maañg lo

    bahut suntā hai vo tumhārī

    vo ma.asūm

    kyā jaane merī ḳhud-ġharzī

    baDa masum hai wo

    kahta hai

    har manke ke sath mangte ho

    meri hi salamti ki dua

    rab se kabhi

    apne liye bhi kuchh mang lo

    bahut sunta hai wo tumhaari

    wo masum

    kya jaane meri KHud-gharzi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now