miTTi
kahā kamāl likhte ho
ehsāshoñ kā merī ehtimāl likhte ho
kisī ke chehre ko chāñd
gāloñ ko badlī
āñkhoñ ko sham.eñ
gardan ko subū
laboñ ko jaam
aur
zulfoñ ko jaal likhte ho
kuchh mujh par bhī likhoge
apnī tasvīr bhejūñgī tumheñ
kaha kamal likhte ho
ehsashon ka meri ehtimal likhte ho
kisi ke chehre ko chand
galon ko badli
aankhon ko shamen
gardan ko subu
labon ko jam
aur
zulfon ko jal likhte ho
kuchh mujh par bhi likhoge
apni taswir bhejungi tumhein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.