aashob-e-agahi
jaise dariyā kināre
koī tishna-lab
aaj mere ḳhudā
maiñ ye tere sivā aur kis se kahūñ
mere ḳhvāboñ ke ḳhurshīd o mahtāb sab
mere āñkhoñ meñ ab bhī saje rah ga.e
mere hisse meñ kuchh harf aise bhī the
jo faqat lauh-e-jāñ par likhe rah ga.e
jaise dariya kinare
koi tishna-lab
aaj mere KHuda
main ye tere siwa aur kis se kahun
mere KHwabon ke KHurshid o mahtab sab
mere aankhon mein ab bhi saje rah gae
mere hisse mein kuchh harf aise bhi the
jo faqat lauh-e-jaan par likhe rah gae
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.