fom ke bistar par ik dīvār uThā dī vaqt ne
ajnabī nā-āshnā ḳhāmosh se rahne lage
haath se kāḌhe hue
donoñ takiyoñ ke ġhilāf
band haiñ āñkhoñ meñ bāteñ
qatl hoñToñ kā milāp
vaqt tujh ko duuñ bhalā maiñ kaun se lafzoñ meñ shaap
jā tujhe sau ḳhuuñ muaaf
fom ke bistar par ek diwar uTha di waqt ne
ajnabi na-ashna KHamosh se rahne lage
hath se kaDhe hue
donon takiyon ke ghilaf
band hain aankhon mein baaten
qatl honTon ka milap
waqt tujh ko dun bhala main kaun se lafzon mein shap
ja tujhe sau KHun muaf
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.