mujrim hone ki majburi
vazū jaa.e to jaa.e
farishte kuchh bhī likh leñ nāma-e-āmāl meñ mere
magar muñh se mire gaalī to niklegī
agar is tauliye meñ chyūñTiyāñ hoñgī
thakan se chuur ho kar
jis se māthe kā pasīna poñchhtā huuñ maiñ
wazu jae to jae
farishte kuchh bhi likh len nama-e-amal mein mere
magar munh se mere gali to niklegi
agar is tauliye mein chyunTiyan hongi
thakan se chur ho kar
jis se mathe ka pasina ponchhta hun main
- Book : Khidki To Main Ne Khol Hi Li (Pg. 162)
- Author : Shariq Kaifi
- Publication : Rekhta Publications (2018)
- Edition : 2nd
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.