Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mujrim

Mohammad Alvi

mujrim

Mohammad Alvi

MORE BYMohammad Alvi

    maiñ kyoñ aisā soch rahā huuñ

    jaise maiñ ne is duniyā meñ

    tiis baras aur tiis mahīne

    zinda rah kar jurm kiyā hai

    sāñseñ letī nannhī-munnī

    ummīdoñ ḳhuun kiyā hai

    itne saare insānoñ meñ

    jaise maiñ tanhā mujrim huuñ

    main kyon aisa soch raha hun

    jaise main ne is duniya mein

    tis baras aur tis mahine

    zinda rah kar jurm kiya hai

    sansen leti nannhi-munni

    ummidon ka KHun kiya hai

    itne sare insanon mein

    jaise main tanha mujrim hun

    Source :
    • Book : Lifaafe Mein Raushni (Pg. 135)
    • Author :Mohammad Alvi
    • Publication : Rekhta Publications (2018)
    • Edition : First
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now