Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

Darae gae shahron ke baatin

Muneer Niyazi

Darae gae shahron ke baatin

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    in dinoñ ye hālat hai merī ḳhvāb-e-hastī meñ

    phir rahā huuñ maiñ jaise ik ḳharāb bastī meñ

    ḳhauf se mafar jaise shahr zarūrat hai

    aish farāvānī us ek sūrat hai

    in dinoñ meñ mai-noshī fe.al-e-sūd lagtā hai

    auratoñ sohbat meñ dil bahut bahaltā hai

    in dinon ye haalat hai meri KHwab-e-hasti mein

    phir raha hun main jaise ek KHarab basti mein

    KHauf se mafar jaise shahr ki zarurat hai

    aish ki farawani us ki ek surat hai

    in dinon mein mai-noshi feal-e-sud lagta hai

    auraton ki sohbat mein dil bahut bahalta hai

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    Daraye gaye shahron ke batin - muneer niyazi Nomaan Shauque

    Source :
    • Book : chhe rangi darwaze (Pg. 75)

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now