dushmanon ke darmiyan sham
phailtī hai shaam dekho Dūbtā hai din ajab
āsmāñ par rañg dekho ho gayā kaisā ġhazab
khet haiñ aur in meñ ik rū-posh se dushman kā shak
sarsarāhaT saañp kī gandum kī vahshī gar mahak
ik taraf dīvār-o-dar aur jaltī-bujhtī batiyāñ
ik taraf sar par khaḌā ye maut jaisā āsmāñ
Evening Among Enemies
phailti hai sham dekho Dubta hai din ajab
aasman par rang dekho ho gaya kaisa ghazab
khet hain aur in mein ek ru-posh se dushman ka shak
sarsarahaT sanp ki gandum ki wahshi gar mahak
ek taraf diwar-o-dar aur jalti-bujhti batiyan
ek taraf sar par khaDa ye maut jaisa aasman
Evening Among Enemies
- Book : kulliyat-e-muniir niyaazii (Pg. 288)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.