sada ba-sahra
chāroñ samt añdherā ghup hai aur ghaTā ghanghor
vo kahtī hai kaun
maiñ kahtā huuñ maiñ
kholo ye bhārī darvāza
mujh ko andar aane do
us ke baad ik lambī chup aur tez havā kā shor
chaaron samt andhera ghup hai aur ghaTa ghanghor
wo kahti hai kaun
main kahta hun main
kholo ye bhaari darwaza
mujh ko andar aane do
us ke baad ek lambi chup aur tez hawa ka shor
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.