na-mahram
tumheñ dekhtā huuñ
to ye sochtā huuñ
ki kyoñ sabz āñkheñ
tumhārī mujhe dekhtī haiñ
agar ho sake to unheñ ye
batā do
ki mahram nahīñ huuñ
maiñ un ke liye
tumhein dekhta hun
to ye sochta hun
ki kyon sabz aankhen
tumhaari mujhe dekhti hain
agar ho sake to unhen ye
bata do
ki mahram nahin hun
main un ke liye
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.