na-tamam
maiñ do chaar ash'ār
nazmeñ qasā.ed
bahut se kahe
an-kahe lafz le kar
kahāñ kis taraf kuuch kar luuñ
ki in sab ke biich
ik mirā dil
mirā kāsa-e-jāñ
mohabbat kī ne'mat se ḳhālī rahā
yahāñ jab maiñ aayā
savālī thā shāyad
so jaate hue bhī savālī rahā
main do chaar ash'ar
nazmen qasaed
bahut se kahe
an-kahe lafz le kar
kahan kis taraf kuch kar lun
ki in sab ke bich
ek mera dil
mera kasa-e-jaan
mohabbat ki ne'mat se KHali raha
yahan jab main aaya
sawali tha shayad
so jate hue bhi sawali raha
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.