naw Dub jati hai
chhoTī chhoTī bātoñ meñ
pyaar kī halāvat se
phuul khilne lagte haiñ
diip jalne lagte haiñ
chāhatoñ ke mausam meñ
kūktī hai koyal bhī
dil ke aa.ine pe phir
'aks ik ubhartā hai
saañs tham sī jaatī hai
man ko gudgudātī hai
'ishq ke samundar meñ naav
Duub jaatī hai
chhoTi chhoTi baaton mein
pyar ki halawat se
phul khilne lagte hain
dip jalne lagte hain
chahaton ke mausam mein
kukti hai koyal bhi
dil ke aaine pe phir
'aks ek ubharta hai
sans tham si jati hai
man ko gudgudati hai
'ishq ke samundar mein naw
Dub jati hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.