nasihat
dil terā ik ā.īna hai
ā.īne se Darnā
apne jaisī sūrat dekh ke
yūñhī na us pe marnā
sūrat to sapnā hai mūrakh
ek jhalak dikhlā.e
dukh-sukh ik lamhe kī chhāyā
aa.e bhī aur jaa.e
tū kyoñ ik lamhe kī ḳhātir
apnā maan gañvā.e
dil terā ik ā.īna hai
ā.īne se Darnā
apne aap na marnā
dil tera ek aaina hai
aaine se Darna
apne jaisi surat dekh ke
yunhi na us pe marna
surat to sapna hai murakh
ek jhalak dikhlae
dukh-sukh ek lamhe ki chhaya
aae bhi aur jae
tu kyon ek lamhe ki KHatir
apna man ganwae
dil tera ek aaina hai
aaine se Darna
apne aap na marna
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.