nauha
nauha un kā nahīñ guzar ga.e jo
zindagī kī udaas rāhoñ se
pheñk kar bojh apne kāñdhoñ kā
nauha un kā jo ab bhī jiite haiñ
dard ko zindagī banā.e hue
marne vāloñ kā bojh uThā.e hue
nauha un ka nahin guzar gae jo
zindagi ki udas rahon se
phenk kar bojh apne kandhon ka
nauha un ka jo ab bhi jite hain
dard ko zindagi banae hue
marne walon ka bojh uThae hue
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.