nazm
ai subuk saada nishāñ, paanī kī lahr
ai gul-e-imkāñ ḳhabar mauj-e-havā
maiñ ziyāñ ehsās qatra qatra raat
tū safar, sākit samundar, dā.era
tā.ir-e-lāhūt kā naġhma adam
ik salīb-e-shāḳh pe āñkheñ sazā
ai subuk sada nishan, pani ki lahr
ai gul-e-imkan KHabar mauj-e-hawa
main ziyan ehsas qatra qatra raat
tu safar, sakit samundar, daera
tair-e-lahut ka naghma adam
ek salib-e-shaKH pe aankhen saza
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.