vo laḌtī hai jhagaḌtī hai
mujhe har pal satātī hai
yuuñ apne hone kā ehsās
vo mujh ko dilātī hai
magar maiñ us kī har kaḌvī
kasīlī baat sun kar bhī
sadā ḳhāmosh rahtā huuñ
javāban kuchh nahīñ kahtā
maiñ us kī talḳh bātoñ ko
tabassum meñ chhupātā huuñ
wo laDti hai jhagaDti hai
mujhe har pal satati hai
yun apne hone ka ehsas
wo mujh ko dilati hai
magar main us ki har kaDwi
kasili baat sun kar bhi
sada KHamosh rahta hun
jawaban kuchh nahin kahta
main us ki talKH baaton ko
tabassum mein chhupata hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.