nazm
maiñ bhī huuñ is jahāñ meñ
tum bhī ho is jahāñ meñ
lekin vo ek lamha
aayā nahīñ abhī tak
jab ham kisī vaj.h se
ik dūsre kī jānib
dīvāna vaar dekheñ
har roz zindagī se
āñkheñ churā ke guzreñ
har roz zindagī ko
ham baar baar dekheñ
main bhi hun is jahan mein
tum bhi ho is jahan mein
lekin wo ek lamha
aaya nahin abhi tak
jab hum kisi wajh se
ek dusre ki jaanib
diwana war dekhen
har roz zindagi se
aankhen chura ke guzren
har roz zindagi ko
hum bar bar dekhen
- Book : saarii nazmen (Pg. 773)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.